Qayamat Se Qayamat Tak (Released :1988 )

 

 

Starring :- Aamir Khan ,Juhi

Director : Mansoor Khan

Music Director :

Producer :

Best DIALOGUES
"Kahte hain dubte hue suraj ke saath tasveer rakhne se aadmi ki umar kam ho jati hai"

Songs
ai mere hamasafar, ik zaraa intazaar
sun sadaae.n, de rahii hai, ma.nzil pyaar kii

1) ab hai judaa_ii kaa mausam, do pal kaa mehamaan
kaise nA jaaegaa a.ndheraa, kyU.N nA thamegaa tuufaan
kaise naa milegii, ma.njil pyaar kii ...

2) pyaar ne jahaa.n pe rakhaa hai, jhuum ke kadam ik baar
vahii.n se khulaa hai koI rastaa, vahI.n se girii hai dIvaar
roke kab rukii hai, ma.nzil pyaar kii ...



Song Title: akele hai.n, to kyaa Gam hai
Movie Name: Qayamat Se Qayamat Tak (1988)
Actor(s)/Actress(es): Aamir Khan, Juhi Chawla
Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director(s): Anand, Milind
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri


akele hai.n, to kyaa Gam hai
chaahe.n to hamaare bas me.n kyaa nahii.n
bas ik zaraa, sAth ho teraa
tere to hai.n ham, kab se sanam

1) ab ye nahii.n sapanaa, ye sab hai apanaa
ye jahaa.n ... ho ... pyaar kaa
chhoTaa saa ye aashiyaa.N bahaar kaa, bas ik zaraa ...

2) phir nahii.n TUTegaa, ham pe koii tuufaan
saajanaa ... ho ... dekhanaa
har tuufaa.n kaa mai.n karuu.ngaa saamanaa, bas ik zaraa ...

3) ab to mere saajan biitegaa har din
pyaar kii ... ho ... baaho.n me.n
ra.ng jaaegii rut terii adaao.n se, bas ik zaraa ...



Song Title: Gazab kaa hai din, socho zaraa
Movie Name: Qayamat Se Qayamat Tak (1988)
Actor(s)/Actress(es): Aamir Khan, Juhi Chawla
Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director(s): Anand, Milind
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Category(ies): Romantic Songs

Gazab kaa hai din, socho zaraa
ye dIvaanaapan, dekho zaraa
tum ho akele, ham bhii akele
mazaa aa rahaa hai, qasam se, qasam se

1) dekh lo, hamako kariib se
aaj ham mile hai.n nasiib se
ye pal phir kahaa.N
aur ye ma.njil phir kahaa.N, Gazab ...

2) kyaa kahuu.N, meraa jo haal hai
raat din, tumhaaraa khayaal hai
phir bhii, jaan-e-jaa.n
mai.n kahaa.N aur tum kahaa.N, Gazab ...

Aamir Khan's Main Page