AANKHEIN KHULI                                
(Narration)
Ek larki thi deewaanee si
Ek larke pe vo marti thi
Nazren jhukaa ke sharmaa ke
Galiyon se gzarti thi
Chori chori chupke chupke
Chuthiyaanlikhaa karti thi
Kuch kahenee thaa shaaid usko
Jaane kis se darti thi
Jab bhi milti thi mujh se
Mujh se poochaa karti thi
Pyar kaise hota hai
Ye pyar kaise hota hai
Aur main sirf yehi kha paataa thaa
(Song)
Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.

Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.

Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum,

Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum.

Kisi ki yaadon mein khoye hue,
Khaabon ko hum ne saja liya.

Kisi ki baahon mein soye hue.
Apna usse bana liya.

Aye yaar pyar mein koi,
Aye yaar pyar mein koi Na jaagta na sota hai.
Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.

Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.

Kya hai jaadu hai koi, bas jo chal jaata hai.

Tod ke pehre hazaaron, dil nikal jaata hai.

Door kahin aasmanon par hote hain ye saare faisale

Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile

Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha, ikrar ussi se hota hai.
Kaise kahoon main o yaara, ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.

Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai

                                    BACK TO LYRICS PAGE

                                    BACK TO  HOME  PAGE