anam- pahla  safaHbazm- a forum for contemporary Urdu poetrykhazana- a treasure for Urdu loverswrite to kashif- the webmaster


     Here is a beautiful ghazal written by Rajeev. The ghazal at times may seem off-balance but all the misras are coming straight from heart. The third and fourth shers show the promising future of this poet. Please e-mail him his comments about this ghazal . rajeev@siemens.co.in  
Ghazal
 
 Rajeev
 
 
jiss chiragH ko apney dam sey jalayaa hai
ussi chiragH ney mera aashiyaaN jalayaa hai
bachaya tha jissko hawa key aik jhoNkey sey bhi
ussi ney aaj mujhey, tufaan meiN phaNsaaya hai
DarooN kyoN naH ab chiragHoN sey maiN keH
ik jalaa tha merey ghar ab raqeeb key ghar ujalaa hai
jism par jalney keH nishaan aur daaman par kaaley daagH kaiee
chiragHoN ki sohbat meiN bas mainey yahi paaya hai.
 



May 4th,, 1998

anam- pahla  safaHbazm- a forum for contemporary Urdu poetrykhazana- a treasure for Urdu loverswrite to kashif- the webmaster