SAIRI

before marrige ( shadi se pehele )
----------------------------------------------
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti

after marriage ( shadi ki baad )
-------------------------------------------
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti

-----------------------------------------------------------
Hum Ko To Nind Hi Nahi Ati
Log Sapne Ke Bat Karte Hai,
Hum Ghutno Per Pade hai,
Log Uthne Ke Bat Karte Hai.
-----------------------------------------------------------
Ye Na Sochatha Aisa Bhi Hoga Kabhi,
Ke Dost Ke Sadi Ke Bad Lover Bangaigi Bhabi.
-----------------------------------------------------------
Ek Tumarhi Hi Khwais Thi, Wo Bhi Mujhse Pure Na Hui,
Tum Kahtathe Mujko Bhuljao, Mai Tum Ko Bhulana Bhul Gai.
-----------------------------------------------------------
Jabani Jis Gali Me Gujri Hai, Wo Galian Yad Ati Hai,
Bade Hasratse Labo Per Jikra REC Rourkela Ate Hai.
-----------------------------------------------------------
Tu Hai Harjai to Yehe Dour Sahi,
Tu Nahi Aur Koi, Aur Nahi Aur Sahi, Aur Nahi ..........
-----------------------------------------------------------
Dudh jab Jam Jata Hai, Use Dahi Kahate Hai,
Oriya Me Kitab Ko Bahi Kahte Hai.
-----------------------------------------------------------
Agar Sath Doge Jine Ke Raho Mai,
To Wada Raha, To wada Raha ,
Jina Tere Kadmo Mai, Marna tere baha Mai.
-----------------------------------------------------------
Etna Julm Dhai Hai Jamane Ne Hum Per,
Koi Ek Ho To Batai,
Etna Dard Jamanese Se Mila Hai Humko,
Koi Ek Ho To Bhulai.
------------------------------------------------------------
Mohabat Karne Valoo Ki,
Takdir Badalti Rahati He,
Sheesha To Wohi Rehta He, Magar
Tasvir Badalti Rehtati He.
------------------------------------------------------------
Mohabat Ka Naam Dekar
Sitam Izaad Kar Dalaa
Hasinou Ne Jise Chaha
Use Barbad Kar Dalaa
------------------------------------------------------------
Hamse Kare Woh Pyar
Izhaar Kisi Aur Se Kare
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare
------------------------------------------------------------
Har Ikraar Tere Inkaar Se Aacha Hoga
Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga
Na Ho Yakin To Jhaak Lena Apni Doli Se
Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
------------------------------------------------------------
Mere Paas Se Woh Gujri Mere Haal Tak Na Puchi
Me Kaise Yakin Kar Lu Ki Woh Door Jakar Ke Roi.
------------------------------------------------------------
Ham Aaj Shayar Hai Tumhe Shayari Banaya
Dil Hamara Hai Magar Dilbar Tumhe Banaya
Dukhi Hum Hai Magar Sukhi Tumhe Banaya
Tere Pyar Ne Aaj Mujhe Kya Se Kya Banaya
------------------------------------------------------------
Mere Marne Ke Baad Mere Sene Se
Dil Nikal Lena
Kahi Woh Na Jal Jaaye
Jo Mere Dil Me Rehte Hai.
------------------------------------------------------------
Ho Chuki Mulakat Aabhi Salaam Baki Hai
Tumhare Naam Ki Do Ghut Sharaab Baki Hai
Tumko Mubarak Ho Khusiyoon Ka Shamyaana
Mere Naseeb Me Aabhi Do Gaz Zameen Baki Hai
------------------------------------------------------------
Kaash Me Tere Paas Aa Sakta
Dil Ki Baat Suna Sakta
Dil Ke Aandar Guzar Rahi Kya
Chir Ke Tujhe Dikha Sakta
------------------------------------------------------------
Pyar Gaya Paisa Gaya
Choot Gaya Vyahaar
Darshan Durlabh Ho Gaya
Jab Se Diya Udhaar
------------------------------------------------------------
Raat Ko Jalte Diye
Din Me Buja Karte Hai
Hum To Tere Pyar Me
Din Raat Jala Karte Hai
------------------------------------------------------------
Tere Mohabaat Me Diwana Ho Gaya
Badan se Badbu Aaa Rahi He
Nahye Zamanna Ho Gaya
------------------------------------------------------------
Chandni Chand Se Hoti He Sitaroon Se Nahi
Mohabaat Ek Se Hoti He Hazaaroon Se Nahi
------------------------------------------------------------
Waqt karta jo vafaa, aap hamaare hote !
Hum bhi Auron ki tareh aapko pyaare hote !!
------------------------------------------------------------
Kis Kis ko Yaad Kijiye, Kis Kis Ko Roiye
Aaraam Badi Cheez hai, Munh Dhuk ke Soiye.